Sukh Samridhi ke liye ghar mein kare Feng Shui Ke yah upay - WISDOM365.CO.IN

wisdom365

Sukh Samridhi ke liye ghar mein kare Feng Shui Ke yah upay




सुख - समृद्धि के लिए घर में करें फेंगशुई का यह उपाय 


सुख - समृद्धि के लिए घर में करें फेंगशुई का यह उपाय 


चाइनीज वास्तुशास्त्र फेंगशुई में बांस को  बहुत ही शुभ माना जाता है . फेंगशुई में बांस से बनी चीजें और पौधे का विशेष महत्व होता है . फेंगशुई में घर पर बांस के पौधे रखने पर सुख - समृद्धि आती है . साथ ही घर से नेगेटिव एनर्जी भी दूर भागती है . 


फेगशुई के अनुसार घर के पूर्वी और दक्षिण - पूर्वी किनारे पर बांस के पौधे रखने पर विशेष लाभ मिलता है .  ऐसा करने पर धन , समृद्धि और लंबी आयु जैसे तमाम तरह के लाभ होते हैं . इसलिए इसे घर पर जरूर रखना चाहिए .


फेंगशुई में पौधे की संख्या का विशेष महत्व होता है . चीनी फेंगशुई शास्त्र के अनुसार विषम संख्या वाले पौधे लगाने से सुख और शान्ति आती है . 3 बांस  खुशी के लिए , 5 बांस धन और समृद्धि पाने के लिए और 9 बांस के पौधे सौभाग्य के लिए शुभ माने गए हैं , फिर इसे लाल रिबन और कांच के जाल में पानी डालकर रखना चाहिए . 


बांस के पौधे को ऑफिस की टेबल पर दाहिनी तरफ रखना शुभ माना गया है . अगर बच्चे का पढ़ाई में मन नहीं लग रहा है या पढ़ाई में बहुत दिक्कतें आ । रही हैं तो स्टडी टेबल पर बांस के पौधे खने से सफलता मिलती है ,


Sukh Samridhi ke liye ghar mein kare Feng Shui Kaya upay


Chinese vastu Shastra mein Feng Shui baas ko bahut hi Shubh manaya jata Hai. Fung Shui ka baas se bani chije aur paudhe ka Vishesh mahatva hota hai Feng Shui main ghar par bas ke paudhe rakhne Par sukh samridhi aati Hai saath Hai Ghar se negative energy dur Ho jati Hai. 

Feng Shui ke anusar ghar ke Purvi aur Dakshin Purvi kinaro par baas ke paudhe rakhne Par Vishesh Labh milta Hai Aisa karne par dhan Samruddhi aur lambi aayu Jaise tamam tarah ke Labh hote hain isiliye is ghar par jarur rakhna chahiye. 
Feng Shui main podhe ki sankhya ka Vishesh mahatva hota hai cheeni Feng Shui Shastra mein anusar visham sankhya wale podhe lagane se Sukh aur Shanti aur aati hai.  3 baas Ki Khushi ke liye 5 baas dhan aur samriddhi pane ke liye aur 9 Bass ke paudhe sobhagya ke liye Shubh maan gaye hain.  FIR eyes Lal ribbon mein aur kanch ke jal mein Pani Dal kar rakhna chahiye.  
Baas ke podhe ko office ke table par dahini taraf rakhna Shubh Mana jata hai agar bacche ka padhai mein man nahi lag raha hai ya padhai mein bahut hi dikkat aa rahi hai to study table par baas ke paudhe rakhne se safalta milti hai. 


Sukh Samridhi ke liye ghar mein kare Feng Shui Ke yah upay Sukh Samridhi ke liye ghar mein kare Feng Shui Ke yah upay Reviewed by Daily Wisdom on April 29, 2019 Rating: 5
Powered by Blogger.