Namak ki vajah se durbhagya ko dur Kiya ja sakta hai.
Namak ki vajah se durbhagya ko dur Kiya ja sakta hai.
Agar khane mein namak Na Ho To khana baswad ho jata hai Namak sirf khane ka Swad hi nahi banata iske upyog se durbhagya ko bhi dur Kiya ja sakta hai Namak se Judi kuch aisi baatein Jis ka Dhyan na rakha to kangari ka Samna karna pad sakta hai.
Namak se Judi kuch upay aur purani Manyata
Namak se Judi Manyatayen kisi jaruratmand vyakti ko Namak ka daan karne se bura samay dur ho sakta hai aur Swadisht bhojan ki prapti Hoti Hai Dhyan Rakhe kabhi-kabhi Namak daan mein nahi Lena chahiye iska Dan keval jarurat Maand aur Brahman sweekar kar sakte hain shesh logo ko iska daan Lene se bachana chahiye Namak ka kabhi wave apwyav Na Kare sathi suryast ke baad apne ghar mein kisi ko Namak nahi dena chahiye.
Namak ke kuch khaas upay
1. Katori mein sabut Namak bhare aur katori ko bathroom mein Rakhe mahine mein ek Baar iska Namak Ko Badal de Na chahi Namak mein nakaratmak grahan karne ki samasya hoti hai aur iska upyog se Ghar mein sakaratmakta badhti hai.
2. Khade Pani ya sabut Namak ka tukda Lal kapde mein band kar mukhya dwar Par latka Na Dena chahiye is Ghar mein nakaratmak Shakti ka Pravesh nahi hota hai.
3.Ghar Ki Nakaratmak urja ko dur karne ke liye pocha Lagate samay Pani mein thoda sa sabut Namak Mila Lena chahiye.
SALT नमक की वजह से दुर्भाग्य को भी दूर किया जा सकता है
Reviewed by Daily Wisdom
on
April 28, 2019
Rating: